Tuesday, 22 November 2016

आला ह़ज़रत इमाम अह़मद रज़ा कौन थे

आला ह़ज़रत इमाम अह़मद रज़ा
कौन थे, क्या थे, कैसे थे, कहां के थे ?



AalaHazrat Imam Ahmad Raza khan Barelvi
Jo
14wi Sadi Hijri ke Mujaddid Or Bahot Bade
Aashiqe Rasool Guzre hai. AalaHazrat ki Paidaish:
10 Shawwal 1272 Hijri Mutabik 14 JUN 1856 Esvi
Sanicher(SaturDay) ke Din Johar Ke Waqt Mohalla Jasoli Bareli Me Paida Hue.
AalaHazrat ka Paidaisi Naam MOHAMMAD Aur Tarikhi Naam ALMUKHTAR Aur Aapke Dada
Ne Aapka Naam "Ahmad Raza" Rakha.
(Sawwaneh AlaHazrat, Page:88) AalaHazrat ko ALLAH Pak Ne Daolate ILM Ke Saath
Daolate Duniya Bhi khoob Ata Ki thi.
Aapke Khandan ke Bujurg Mugal Daor(time) me Bade
Aohdo Par Fa'iz The.
AalaHazrat Ke Walid Moulana Naki Ali Khan Bahot Bade Aalim Gujre hai
Aur Dada Raza Ali Khan Bhi Bahot Bade Aalim Aur
Ba-Karamat Wali Gujre Hai
AalaHazrat Ne 21 uloom Apne Walid Se Hasil kiye. AalaHazrat Ne 4saal ki Choti Si Umar Me
QURAN-SHARIF
Naazra khatm Kiya Aur 6 saal ki Umar(Age) Sharif Me Ek
Bade Ma'zme Ke Saamne Milaad Sharif Padhi.
6 Saal ki Umar Sharif Me AalaHazrat Ne Bagdaad Sharif ki Sim't Maloom ki Fir Aapne Aakhiri Dum tak Bagdaad Sharif ki Jaanib Pa'nw Na Failaye.
Kisi Ne AalaHazrat ko Hafiz Likha
Aapne Farmaya:
Main Kis kis ko Hafiz Kehne Se Mana Karu Lihaza Aapne Sirf 1mahine Pura Qur'an Hif'z Kiya 8 Sal Ki Umr Me Arbi Zaban Me 1 Kitab Likh Kar Sab Ko Hairan Kar Dia.
Aap 13 saal,10 Maah,5din ki Uamr Sharif Me
19/11/1869 ko Aalim-O-Mufti Ban Gaye the.
13 Sal 10 Mah Ki Umr Me Pahela Fatwa Likha.
AalaHazrat ke
2 Bhai, 2 Bahen,
2 Bete, 5 Betiya,
3 Pote, 10 Potiya,
3 Fufiya'n Thi.
Aapka Silsila Auolad Aapke Bete ''Haamid Raza khan" Se Chala. AalaHazrat Ne Apne
Tamam Beto Aur Bhatijiyo'n Ka
ek Hi Naam Rakha tha "MOHAMMAD" Aur
Urfiyat (Pehchan) Alag Rakhi thi
(Tazkira Aala Hazrat)
AalaHazrat Ke Bade Bete Hazrat Hamid Raza Ka INTEQAL Halate Namaz Me Hua Tha.
Unke Bare Me AalaHazrat Ne Farmaya
"Hamid Mujh Se Hai Aur Mai Hamid Se Hun."
AalaHazrat ke Mizaz Takrir-Tahrir Me Jo Sakhti thi
Wo Sirf Huzoor ke Gustakho ke Liye
Huzoor ke Wafadaro ke Liye To Aap Abre-karam the.
AalaHazrat ka Zaahir-O-Baatin Ek Jaisa tha Jo DiL Me Hota Wahi Zuban Se Jahir Farmate
Aapki kisi Se Dosti Dushmani Sirf ALLAH-O-RASOOL
Ke Liye Hoti
Ek Rafzi (shiya) Haidrabad Se Huzoor AalaHazrat Ko
Milne Aaya Aapne Uski Jaanib Dekhna Bhi
Pasand Na Farmaya
Chu'nki Wo Sahaba ka Gustaakh tha.
Jab AalaHazrat ke Yaha "Mahfile Milaad" Hoti To Aap
Sayyado ko Dugna "NAZRANA" Ata
Farmate.
AalaHazrat Hamesha Sayyado ka Ehtaraam
Farmate
the Aap Mureed Bhi Hue To "Mehra Sharif"me ''Huzoor
Sayyad Aale Rasool Ahmadi'' se hue.
AalaHazrat ke Peer Ne Farmaya:
Qayamat me ALLAH Pak Puchhega
AE AALE RASOOL Tu Kya Laya Hai Main Kahunga.
ALLAH Main Ahmad Raza (AalaHazrat) Laya Hu.
Deeni kamo Se Fursat ke baad Jab AalaHazrat
Aaram Farmate To Sone ka Andaaz ye Hota ki Nam-E-Pak
"MOHAMMAD"
Ka Naksha Ban Jaata.
. . . . . . . . . . . . . . . . .(Ye Hai NABI Se
ISHQ..SUBHANALLAH) Huzoor ki Tazeem
Unki Aal(awalad) Se Mohabbat
Unse Judi Har Cheez Se Pyar AalaHazrat ka
Maq'sade Zindagi thi
Aur Yahi Sachche Aashiq ki Pehchan Hai.
. . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . .
(Beshak!)
AalaHazrat ne Farmaya: Agar Koi Mere DiL
Ke Do Dukde Kare To Ek Par
"LA'ILAHA IL'LAL'LAH"
Aur Dusre Par "MOHAMMADUR
RASOOLULLAH"
Likha Hua Payega
,.,.,.,.,.,.,.,(Subhanallah!) AalaHazrat ne Quran-aE-Pak ka Tarzuma 1911 me "Kanzul Imaan" Naamse kiya Aapne Maolana
Amjad Ali Aazmi ki Gujarish Par Ye Tarjuma kiya tha.
Qur'an ka Tarzuma karne ke liye Sirf
ILM Hi Kafi Nhi
Balki ALLAH ki Tarafse Tauofiq Bhi Chahiye Or
Sachcha "ishk-E-NABI" hona Chahiye Jo
AalaHazrat
ke Pas tha. Mujaddise Aazam-E-Hind
Farmate Hain
AalaHazrat Ka Tarjuma Qur'an ILHAMI hai
Yani
Allah ki Janib se Aisa Likha Jaaye Aapke Dil Me Dala Gaya Tha. Quran aE Pak Ka Urdu Zaban Me
Bahetrin Tarjuma
KANZUL IMAN Qaum ko Ata kia.
AalaHazrat ne Apne Tarzume me ALLAH-O-RASOOL
ki Shan-E-Azmat ka Bahot Lihaz kiya Jabki
devbandi Mullao Ne Quraan Ke Tarjume me bhi HUZOOR(sallallahu Alaihi Wasallam) ki Taohin ki AalaHazrat kabhi
HADEES Sharif ki kitaab Par koi
kitaab Na Rekhte Aap NAMAZ Hamesha Masjid Me
Ada karte Aur "Amama" Sharif ke Saath Ada Farmate.
Jab koi Haji AalaHazrat ke Pas Aata to Puchte Kya
Madina Sharif Hajri di? Ha'n kehta to
Kadam Choom lete Or Na kehta to Uski taraf Tavajjoh na Farmate 55 se Ziada Uloom Par Taqriban 1000 Kitabe Likhi.
12 Jildon Par Mushtamil Fatawa Razviya Likh Kar
Fiqh E Hanfi Ki Zabardast Khidmat Anjam di.
AalaHazrat Apne ILM Amal Aur Khususiya
ISHQ-E-RASOOL ke Bina Par Pehchane Jate Hain Wo
NABI ke Aise Aashiq the.
Jiski Misaal Duniya Pesh Nahi kar Sakti
AalaHazrat ne Farmaya:
HUZOOR(sallallahu Alaihi Wasallam) Ki Adna Si Gustaakhi karne Wala Tumhara kaisa hi Aziz kyu Na ho.
Use Dil Se Aise Nikaal Fenko Jaise Dudh Se Makkhi.
ISHQ-E-NABI ne Aala Hazrat ko
Wo Takat Ata ki thi
Jisse Aap kisi Duniyadar Se na Dare Na Dabe.
Jo Haq tha Farma Diya Chahe Achha lage Na Lage. Aalahazrat farmate hain jinke talwo ka dhowan hai
Aabe hayat he wo jane masiha Humara
NABI
. . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . .
(Subhanallah!) Rampur ke Angrezi Court me AalaHazrat par Case
kiya Gaya tha
Aapne Farmaya:
"Ahmad RAZA to Door Ahmad Raza ki JUTI Bhi Angrezi Court me Nahi Jayegi"
Angrez ke Wafadar (wahabi/devbandi) Mulla
AalaHazrat par Ilzam Lagate hain,
Jabki AalaHazrat Angrezi Huqumat ke Shakht Khilaaf The. Devbandi Mulla Jo "NABI" ke Gaddhar Hai
wo Vatan ke Wafadar Kya Ho Sakte Hai
Inke Mulla Thanvi ko Angrezi Huqumat 600 Rupiya
Deti thi . .
AalaHazrat ka likha Hua
Pyara "SALAM" "MUSTAFA JAANE REHMAT PE LAKHO SALAM" Wo "SALAM" He Jo Duniya Me
"AAZAN" Ke
Baad Sabse zyada Padha Jaata Hai.
Aap Ke Natiya Kalam Ki Sari Duniya Me
Dhoom Hai. AlaHazrat ko Aapke Dada Ne
Bismillah Shuru Karai
thi Aapne Pure 54 saal tak Deen ki Azeem
khidmat
Anjam di. Aapne 1300 kitabe Likhi.
(TazkiraRaza) Aap Ka Wisal 25 Safar (1921)
Ko Azane Juma ke
Dauran Hua.
Sari Zindagi Deen ki Khidmat Aur Ishqe
Mustafa ki
Daulat Taqsim Karne Me Lage Rahe.
Duniya Ke Bade Bade Ulma Aur Fuqha Ne
Aap Ko
Mujaddid Tasleem Kia. Kai University Me
Aap Par Research Ho Rahi Hai. Ashraf Ali
thanvi (Devbandi) ne AalaHazrat ke
Inte'qaal Ki Khabar Sunkar kaha tha.
"AHMAD-
RAZA" Jo Hume Kafir kehte Hain Wo Ishq-
e-Nabi ki
Bina Par kehte Hain . .

(Dikhado Logo ko ki
Kya hai Humare Ulam-aE-Ahle
Sunnat aur Unka Aqeeda)

Sayyadi Aalahazrat pe lakhon salam.........🌹🌹

Monday, 21 November 2016

लोगों की तकलीफ को देख फिर झुकी मोदी सरकार, नोटबंदी के बाद आज से लागु की गई यह 7 नई सुविधाएं

लोगों की तकलीफ को देख फिर झुकी मोदी सरकार, नोटबंदी के बाद आज से लागु की गई यह 7 नई सुविधाएं

नोटबंदी के बाद लोगों की तकलीफ को देखते हुए मोदी सरकार एक बार से फिर से झुक गई हैं. यही वजह हैं सरकार ने जनता के लिए सात और बड़े सुविधाओं को शुक्रवार से देश में लागु कर दिया हैं. जानकारों के अनुसार ये सातों सुविधाएं देश में 18 नवंबर से 30 दिसंबर तक लागू रहेगी.
ये सभी 7 सुविधा इस प्रकार हैं:
(1) देश के 2500 पेट्रोल पंपों पर भी अब कैश निकाला जा सकेगा. इसके बाद धीरे-धीरे सरकार देश के 20 हजार पेट्रोल पंप पर यह व्यवस्था लागु कर देगी. जिन पेट्रोल पंप पर एसबीआई के स्वाइप मशीन होंगे वहीं ये सुविधा मील सकेगी. जहां पर कोई भी व्यक्ति डेबिट/क्रेडिट कार्ड से स्वाइप कर 2 हजार रुपए तक कैश निकाल सकेगा
(2) रजिस्टर्ड व्यापारी एक सप्ताह में बैंक से 50 हजार रुपए निकाल सकते हैं.
(3) 24 नवंबर तक राष्ट्रीय हाईवे पर टोल टेक्स नहीं ली जाएगी.
(4) अब शादी वाले परिवार 2.5 लाख रुपए बैंक से निकाल सकते हैं.
(5) ग्रुप ‘सी’ तक के केंद्रीय कर्मी बैंक से 10 हजार रुपए तक का वेतन एडवांस में निकाल सकते हैं.
(6) फसल लोन प्राप्त करने वाले सभी किसान हर हफ्ते 25 हजार रुपए निकाल सकते हैं.
(7) इसेक साथ ही केंद्र सरकार ने किसानों के लिए फसल बीमा की किश्त जमा करने की समय सीमा भी 15 दिन बढ़ा दी हैं.

Saturday, 19 November 2016

Hazrat Allama Pir Muhammad Saqib Iqbal Shaami

दोस्तों आप अपने एरिया का PIN CODE डाले आपको पता चल जायेगा कौन से ATM में Cash है।

दोस्तों आप अपने एरिया का PIN CODE डाले आपको पता चल जायेगा कोन से ATM  में Cash हौ।

दोस्तों आप अपने एरिया का PIN CODE डाले आपको पता चल जायेगा कोन से ATM  में Cash है।www.cashnocash.com

Friday, 18 November 2016

पीएम मोदी ने लिया फैसला, चलेंगे 500-1000 के पुराने नोट, आज से लागू.


प्रधानमंत्री नरेंद्र मोदी









नई दिल्ली। प्रधानमंत्री नरेंद्र मोदी ने जनता की परेशानी को देखते हुए फैसला लिया है कि 500 और 1000 के नोट 24 नंवबर तक स्वीकार किए जाएंगे। प्रधानमंत्री आवास पर हुई उस मीटिंग में गृह मंत्री राजनाथ सिंह, वित्त मंत्री अरुण जेटली, सूचना प्रसारण मंत्री वेंकैया नायडू, ऊर्जा और खनन मंत्री पीयूष गोयल के अलावा वित्त मंत्रालय के बाकी सीनियर लोग मौजूद थे। मीटिंग में कुछ अहम फैसले भी हुए। एएनआई से बातचीत करते हुए वित्त मामलों के सचिव (EAS) शक्तिकांत दास ने कहा कि मीटिंग में पीएम मोदी ने इस बारे में जानकारी ली कि स्टॉक में कितने नए नोट बचे हैं।
सोमवार यानी आज से लागू होने वाले कदमों के बारे में बात करते हुए शक्तिकांत दास ने बताया कि 500 और 1000 के जो पुराने नोट पहले 14 नवंबर की रात तक मान्य थे वह अब 24 नवंबर की रात तक मान्य कर दिए गए हैं। पुराने नोट सरकारी हॉस्पिटल, पेट्रोल पंप पर मान्य होंगे। शक्तिकांत दास ने इस बात की भी जानकारी दी कि बैंकों में एक अलग से लाइन बनाई जाएगी उसमें सिर्फ नोट बदलने वाले लोग लग सकेंगे। इसके अलावा सीनियर सिटिजन और दिव्यांग लोगों के लिए भी अलग से लाइन होगी।
वित्त मंत्रालय ने रविवार को बताया, ‘सभी बैंकों को सलाह दी गई है कि एटीएम से एक दिन में 2000 रुपए निकालने की सीमा को 2500 रुपए, सप्ताह में अकाउंट से 20 हजार रुपए निकालने की सीमा को 25 हजार रुपए और नोट बदलने की सीमा को 4000 रुपए से 4500 रुपए किया जाए। इसके साथ ही कहा गया है कि एक दिन में चेक से केवल 10 हजार रुपए निकालने की सीमा को खत्म किया जाए।’

Thursday, 17 November 2016

India vs England 2nd Test Visakhapatnam Day 1.Stump India 317/4 (90.0) over

India vs England 2nd Test Day 1 Visakhapatnam

Ind vs Eng, Visakhapatnam
Day 1: Stumps
IND - 317/4 (90.0 Ovs)
CRR:  3.52
Batting R(B) 4s 6s SR
Kohli* 151(241) 15 0 62.66
Ashwin 1(8) 0 0 12.5
Bowling O M R W
Anderson 16 3 44 3

गांवों में बैंक नहीं, किसानों के पास पैसा नहीं, बंद करो नौटंकी : लालू



गांवों में बैंक नहीं, किसानों के पास पैसा नहीं, बंद करो नौटंकी : लालू



पटना. राजद अध्यक्ष लालू प्रसाद यादव ने सोमवार को एक बार फिर से नोटबंदी को लेकर पीएम मोदी और केंद्र सरकार पर हल्ला बोला है. इस बार लालू ने नोट बैन के बाद गांव के लोगों और किसानों को हो रही समस्याओं को लेकर केंद्र सरकार पर हमला बोला. उन्होंने सीधे पीएम मोदी पर सवाल उठाते हुए कहा कि इन हालातों में जनता को भाषण नहीं राशन चाहिए. ऊपर-नीचे, बांए-दांए और ईधर-उधर मत झांकिए, ये बताओ 15 लाख कब आयेंगे.

1.  नौटँकी बंद करो। किसान मर रहा है, रबी की बुआई कैसे करेगा। बीज व खाद किससे खरीदेगा? तुम्हारे पूंजीपति मित्र किसानों को बीज खरीदवाने आएंगे क्या?
2. गाँवो में बैंक नहीं, है तो उनमें पैसे नहीं। किसानों को किन पापों की सजा और पूँजीपति मित्रों को किन कर्मों का पुण्य दे रहे हो? बताओ..
3. किसानों की खरीब पैदावार पड़ी है।कोई खरीदने वाला नही है। रबी की बुआई का पैसा नही है। एसी कमरों में नीति बनाने वालों को किसानी का “क” भी नही पता.

ILTIFATGANJ BAZAR DISTT.AMBEDKER NAGAR 224145 U.P INDIA

ILTIFATGANJ BAZAR DISTT.AMBEDKER NAGAR U.P INDIA
التیفات گنج کے بارے میں .
1.التیفات گنج ایک چھوٹا سا ابھرتا ہوا شہر ہے
یہاں پر مسلم کی آباری زیادہ ہے اور یہاں کے لوگوں کا پاور لوم کا کاروبار ہے .کچھ تو اپنی بانی بنتے ہیں .اور کچھ لوگ ٹانڈہ سے بانی بنتے ہیں.
یہاں کی زبان مکس ہے 
یہاں کے لوگ بہت اچھے ہیں 
التیفات گنج میں نو محلے ہیں.
1. گاندھی نگر
2.شہجورہ
3.سالار گڈے
4.انصار گنج
5.آزاد نگر
6.باغیچہ
7.ایسور نگر
8.چمن گنج
9.آدرس مگر


पीएम मोदी ने लिया फैसला, चलेंगे 500-1000 के पुराने नोट, आज से लागू.

नई दिल्ली । प्रधानमंत्री नरेंद्र मोदी ने जनता की परेशानी को देखते हुए फैसला लिया है कि 500 और 1000 के नोट 24 नंवब...